Greetings Shayari

Na Jaane Kya Soch Ke Leharein Sahil Se Takraati Hain,
Na Jaane Phir Kya Soch Ke Laut Jaati Hain,
Ye Nahi Samajh Aata Ke Who Kinaaro Se Bewafai Karti Hain,
Ya Samandar Mein Laut Ke Ussi Se Hi Wafa Nibhaati Hain

Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.