Arjoo Shayri

phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain

aadhi sa bhi ziada shab e gham kaat chuka hn
ab bhi agr aajao to ya raat bareee hai

aay shama teri umr tabi hai aik raat
hns kar guzaar ya isa ro kar guzaar day

Arzoo ya hay k izhar-e- muhabbat ker lon
alfaz chunti hoon to lahmhaat badal jatay hain

Betha ho es umeed par es rigzar par
lay kabhi es taraf tuje khuda kabhi

Baykariyan nikal gay bachpan ki khwahisheyn
kis aehdy intishar may hum tum bardy howay

Intizar os ka may un karti ho
jesy bethi ho dulhan sham ke bad

Os ki khahish hy ke angan may utary soraj
bhol betha hy ke khud mom ka ghar rakhta hy

Astey-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed
may peghamber bhi ny or khuda wo bhi ny

Esi ujrdi hy meri rooh ki galyan ab ke
Regzarey teri amad ke nishan dhondti hay

Es ke bagher aj bohat ji udas hy
Jalib chalo kahe sy osy dhond lay hum

Aj phr sham judai sa hy manzar samny
Aj phir os sy kaho ay, Masehay kary

Esi ayeny sy mily g meri gawahiyan
Tumhe aks mera jis ayeny may na mila

Ashaq bhar ay hy kuin ehsaan en ko dekh ly
ye zuban ke farz ankho sy ada kuin ho gy

kya likhu dil ki haqeeqat aarzoo behosh hai…
khat pe aansoo beh rahey hai aur kalam khaamosh hai