Arjoo Shayri

Tota talisam ehad e muhabbat kuch is tarah,
Phir aarzo ki shamah farozan na kar sake.

Tote kabhi to khawab e shab o roz ka kalasam,
Itna hajoom main koi chehra nea bhi hoo.

Tamam umer qaaz me guzarne wale,
Raha hoe hain to siyad hona chahte hain.

Tarab e kasa dil pesh kr dia jae,
Suna hai koi sakhawat me hadd nahin rakhata.

To ne kaha na tha ke me kashti pe bhoj hon,
Ankhon ke abb na dhamp muje dobata bhi daikh.

Pathar muje sharminda e guftaar na kare,
Ooncha meri awaz ko dewar na kare.

Pheela hai itna husan k us kainaat me,
Insan ko bar bar janam lena chaheye.

Phar pharat hai jo din raat mere sinne me,
Abb yahi aik pirinda ha reha karne ko.

yeh husn bi kitni buri cheez hai
jiss ne daali buri nigaah dali…

Marr kar bhi uss ko dekhtay rehnay k shoq mein…
Ankhein kissi ko apni Amanat mein de gaye

Andheri raat ka manzar bhi khoob tha lekin
Tum agaye tou charaghon mein roshni karli

Tamana Hai K Roshan Ho Teri Duniya Teri Mehfil
Ujala Mil Sake Tum Ko To Hum Ghar Bhi Jala Dengy.

Ek tamanna si hai iss maayoos dil ki kash…
Aaj aansoo ke sath har khwaab bhi beh jaye…

maine yeh soch kar nhi boye khwaabon k darakht
Kaun sehra me lage shajar ko pani dega

Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay…
Mujh Ko Teri Talab Thi, Guzarte Chale Gaye…