Greetings Shayari

Ramadhan Ki Amad Hai
Rehmatein Barasane Wala Mahina Hai
Ao Aaj Sub Khataon Ki Maafi Maang Lein
Dar-e-Taurba Khula Hai Is Mahine Mein

Firdous Ki Khusboo Ati Hai
Woh Naseeb Wala Hai Jise Mile Firdous
Ao Aaj Hum Koshish Karein
Usse Paane Ki, Jise Hum Ne Abhi Talak Paya Hi Nahin

Ibadatoon Ke Is Door Mein
Ao Maangein Sub Ke Liye Magfarat
Maangtein Hain Hum Kuch Na Kuch Apne Liye
Chalo Aaj Doosroon Ke Liye Maangein

Ramadhan Ki amad Ki Khusi Hai Bahut
Saath Hi Is Ke Jald Roohsat Ho Jaane Ka Ghum
khuda Kare Waqt Tham Jaein Us Waqt
Jab Baras Rahi Ho Khuda Ki Rehmat Hum Par

Ramadhan Ke Roohsath Hone Se Pehle
Dar-e-Tauba Band Hone Se Pehle
Is Mubarak Mahine Ki Har Fazilat Hasil Kar Lein
Jo Hum Ghuzishta Saaloon Mein Hasil Na Kar Sake

Chaah Rakhne Wale, Manzilon Ko Taakte Nahin
Badh Kar Thaam Liya Karte hain…
Jinke Hathon Me Ho Waqt Ki Kalam,
Apni Kismat Wo Khud Likha Karte Hain…

A shining ANGEL stands beside your silky bed,
Calling ur nice Name so softly,
Throwing flowers on U
And saying Good Night & Sweet Dreams

On this Special Day,
Best wishes go to You,
That this wonderful love You share
lasts ur lifetime through.
Happy Anniversary My Love!

Yahi Dua karte hum Khuda se,
Aapki zindigi mein koi Gam na ho,
Janamdin per mile hazaro khusiyan,
chahe unme shaamil hum na ho…!HAPPY BIRTHDAY!

Aap sabhi ko Rakhi ke pavitra teohar ki bahut bahut badhiya,
Enjoy Raksha Bhandhan with lot of Happiness and Success.

Thousands laid down their lives so that
our country is breathing this day,
Never forget their sacrifice…
Happy Independence Day – Jai Hind””

An excellent saying the dream is not what you see in sleep
dream is the thing which does not let you sleep.”
Good Morning”

Maa Teri Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao
Thak Gayi Hoon, Mujhe Apne Aanchal Main Sulao
Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Main Mere
Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao !!!

Na Jaane Kya Soch Ke Leharein Sahil Se Takraati Hain,
Na Jaane Phir Kya Soch Ke Laut Jaati Hain,
Ye Nahi Samajh Aata Ke Who Kinaaro Se Bewafai Karti Hain,
Ya Samandar Mein Laut Ke Ussi Se Hi Wafa Nibhaati Hain

Meri chahat ki bohot lambi saza do mujhko,
Aalam-e-tanhai me jeene ki dua do mujhko,
Mohabbat me bewafai kya hai aaj pata chalgaya
Shayad Koi hai jo is dard ki dawa de mujhko.