Sab Khasaaro’n ko Jama Kar Kay Ye Haasil Niklaa,
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat na Maani Jaaye ∞
Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat Karne Ka Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar ∞
Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mautbar!
Aey DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon” ∞
Hazaroon Daastanein Hain, Heer, Laila, Sheerin Ki,
Tum Apne Sath Mujh Ko Bhi Ek Esi Daastan Kr Do ∞
Teri arzoo main humne Baharon ko dekha,
Teri justaju main humne Sitaron ko dekha,
Nahi mila tum se badhkar in nigahon ko koi,
Humne jiske liye hazaron ko dekha ∞
Main tu bik Jaon teray naam Pe mout ki tarha wasi,
Tou kabi kharidar tu ban ke aa zindagi ke Bazar main ∞
Raat meri aankh main aik sailaab tha,
Tera chehra dakhina sa bhi tabiyat bhar gai ∞
Toota ho ek bar magar faisla ye hy
os intiha pay bar digar jana hy muje ∞
Theharny bhi nai deta hy apny dil mai muje
mohabten bhi meri dil badar nai karta ∞
Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy
tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho ∞
Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir
sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din ∞
Tujh ko chony bardho tu apny hath
phatron mai dabey howay dekhon ∞
Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom
tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad ∞
nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay ∞
tamanaaon main unjhaya gya hn
khilonay day kar bahlaaya gya hn ∞