ACP DAYA se
Daya ye darwaza tod do..
Wah wah
Daya ye darwaza tod do
Daya bola sir ye refrigerator ka darwaza hai..
Ise to chhod do……… ∞
ACP DAYA se
Daya ye darwaza tod do..
Wah wah
Daya ye darwaza tod do
Daya bola sir ye refrigerator ka darwaza hai..
Ise to chhod do……… ∞
Shaam ka suraj dhal chuka hai,
shaam ka suraj dhal chuka hai..
Oh my god sir, ye to mar chuka hai! ∞
Xam Me cOpy Kar K Pas Hue Jaise-Taise
Xam Me cOpy Kar K Pas Hue Jaise-Taise
ACP-Daya Pata lagaO Akhir Munni Badnaam Hui tO Hui Kaise? ∞
Devdaas ke gum ka kaaran thi paaro
wah waha
Devdaas ke gum ka kaaran thi paaro
wah waha
Daya aur abhijeet ghar ka kona kona chaan maaro!!! ∞
MANCHESTER UNITED main khelata hai ROONEY
wah wah
MANCHESTER UNITED main khelata hai ROONEY
ACP PRADYUMAN ne kaha: Akhir chahata kya hai khuni ∞
Certification ki last date nikal chuki hai…
wah wah ..
Certification ki last date nikal chuki hai…
wah wah ..
Oh my GOD Daya, ye laash to buri tarah se jal chuki hai ∞
Sardi hai to khansi bhi hogi
Waah waah
Sardi hai to khansi bhi hogi
Waah waah
ACP Pradumann ne kaha: Tumhe to Faansi hi hogi ∞
C.I.D. returns Jokes
Na din ko chain tha
Na raat ko chain tha
Na din ko chain tha
na raat ko chain tha
Daya is khuni k sath aur kon kon tha ∞
Latest CID PJ
A FOR apple B for banana,
A for apple B for banana,
Daya kuch bhi ho jaye
goli mat chalana ∞
Another CID Jokes SMS
Dil Pagal Hai Tere Pyar Me Paaro
Waah
Dil Pagal Hai Tere Pyar Me Paar
Daya, ghar ka kona kona chaan maaro ∞
Arz kiya hai- Bas karo CID shayari karo thodha relax..
gour farmaiyega!
Bas karo cid shayari karo thodha relax..
Dekhiye DLF IPL only on Max!! ∞
Ye Kaali Kaali Aankhen… Ye Gore Ye Gore Gaal….
Waah Waah….
Ye Kaali Kaali Aankhen, Ye Gore Gore Gaal….
.
.
.
.
Daya ja ke karo , Suspect se kuch Sawaal… ∞
Ram ji the ayodhya aur krishna ji the Mathura ke Vaasi..
Wah Wah…
Ram ji they Ayodhya aur Krishna ji the Mathura ke Vaasi..
.
.
Daya turant laga do is Gunahgaar ko Phaasi. ∞
Dopahar ka waqt hai, billi chat par soyi hai..
Waaah Waah….
Dopahar ka waqt hai, billi chat par syi hai….
.
.
.
Daya Pata Lagao, khuni Inme se Koi Hai. ∞