Dosti Shayari

Kafi hai husn dil ko behlane ke liye,
mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
chahe bhale paray ghum se vasta,
ek hum jaisa dost rakhna sab ghamon ko bhulanay k liye

Bolti hai Dosti chuprehta hai pyar
Hasti hai dosti Rulata hai Pyar
Milti hai dosti bicharta hai pyar
Phir najane log kyon karte hain pyar

Khuda ne dost ko dost se milaaya,
Doston ke liye dosti ka rishta banaaya,
Phir khuda ne farmaya,
Dosti rahegi uksi kayam, jisne dosti ko dil se nibhaaya

Dooriyon se fark nahi padta,
baat to dilon ki nazdikion se hoti hai,
Dosti aap jaise kuchh khaas logo se hai,
varna mulaqat to roj janae kitno se hoti hai

Hum doston ko bhulte nahi hain,
Magar yeh baat jatate nahi hain…
Doston ko hamesha rakhte hain yaad,
Hum bhulne ke liye dost banate nahi hain

Har Kalli Tum Se Khushboo Udhaar Maange
Aftab Tujhse Noor Udhaar Maange
Rab Kare Tu Dosti Aisi Nibhaaye
Ke Log Mujhse Teri Dosti Udhaar Maange.

Baatein karke rula na dijiyega…
U chup rehke saza na dijiyega…
Na de sake Khushi,to Gam hi sahi…
Par DOST bana ke uhi bhula na dijiyega…

CHAND SE JAB MULAKAT HOTI H
Aapke Bareme Unse Kuch Baat Hoti H
Wo Kehte H Mere Pas Khubsurat Sitara H
Hum Kehte H Usse Bhi Dilkash Dost Hamara Hai.

Aaj khushiyon ki koi Badhai Dega.
Nikla Hai Chand to Dikhai Dega.
Ae Dost Dosti ki Hai Humne Aapse.
Aapka Ek Aansu Bhi Ghira to Sunai Dega.

Palke To Ankho Ki Hifajt Hoti Hai
Dhadkan To Dil Ki Amant Hoti Hai
Ye Dosti Ka Rista Bhi Hai
Kabhi Chahat To Kabhi Sikayat Hoti Hai.

Kon Kehta Hai Dost Ki Tumse Humari Judaai Hogi
Yeh Afwaah Zroor Kissi Dushman Ne Udaayi Hogi
Shaan Se Rahenge Tumahre Dil Mein Hum
Itne Dino Mein Kuch To Jagah Bnayi Hogi.

Woh Zindagi Hi Kya Jisme Dosti Nahi.
Woh Dosti Hi Kya Jisme Yaadein Nahi.
Woh Yaadein Hi Kya Jisme Tum Nahi.
Woh Tum Hi Kya Jin Ke Saath Hum Nahi.

Fursat Kise H Jakhamo Pe Marham Lagane Ki,
Nigahe Badal Gyi Apne Our Begane Ki.
Tum Na Chhodna Dosti Ka Hath Kabhi.
Warna Tammna Na Rahegi Naye Dost Banane Ki.

Thoda Socha Hai Humne.
Thoda Jaana Hai Humne.
Mushkil Se Magar Pehchana Hai Humne.
Koi Aap Jaisa Na Tha Na Hoga
Isliye Dost Aapko Mana Hai Humne.

Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain
Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum.