Uski Yaado Me Biti Har Raat Alag H,
UskE Sath Hui Har Mulaqat Alag H,
Har Sakash Meri Zindagi Chu Kar Gya,
Magar Mere Us Dost Ki Har Baat Alag H. ∞
Dushmane purane ho to
Ek dusre k jan leti he
Yar purane ho to
Ek dusre k jaan bn jate he
Dost ham to aap k dosti pe
Apne aap ko kurban krna chate he. ∞
Uski Yaado Me Beeti Har Raat Alag H,
UskE Sath Hui Har Mulaqat Alag H,
Har Sakash Meri Zindagi Chu Kar Gya,
Magar Mere Us Dost Ki Har Baat Alag H. ∞
Sham ki tanhai me doob” na jana.
Kisi ki “dosti” me humse ruth na jana.
Dua karte hai “aapko” aapki manzil mile
Par us manzil ko pakar “hame” bhul na jana.” ∞
HeY BHaGWaN KaiSa Ye TreND”
WaH-WaH
“HeY BHaGWaN KaiSa Ye TreND”
DiL Mera CHura Ke BoLi:
“DuDe ∞
Dosti Dil Hai Dimag Nahin,
Dosti Soch Hain Aawaj Nahi,
Koi Ankhon Se Nahi Dekh Sakta Dosti Ke Jajbo Ko,
Kyunki Dosti Ehsaas Hai Andaz Nahin. ∞
Sharifo Me Koi Chor Nhi Hota
Khwabo Me Koi OR Nhi Hota
Library Me Koi Shor Nhi Hota
OR Hm Se Jo Kre Dosti Wo
Life Me Kbi Bor Nhi Hota. ∞
Mousam chahe Badalte Rahe,
Par yaadon ke phool Zarur khilenge.
Waqt badlenge Rishte badlenge,
Par,
Hum aapke dost the-hai-or-hamesha rahenge”.” ∞
Kuch bikhare sapno se ankho me nami hai
Ek chhota sa asmaa aur umido ki zami hai
Yun to bahut kuch hai zindgi me
Sirf ek sache dost ki kami hai. ∞
Hotho pe ulfat k fasane nhi ate,
JO beet gye fir wo zamane nhi ate,
Dost hi hote h Dosto k hamdard,
Koi farishte yahan sath nibhane nhi ate. ∞
Tumahari dosti aur wafa hi kafi hai,
Tammam umar ye aasra hi kafi hai,
Jaha milo milke muskura dena,
Jine ke liye a aasra hi kafi hai. ∞
Kabhi ankahi baaton ki ada hai Dosti,
Kabhi Gam ki dawa hai Dosti,
Kami hai Pujne walon ki,
Warna zameen par khuda hai DOSTI. ∞
Wafa ke phoolo ka gulab ho tum,
Dosti ke pnaho se bhari kitab ho tum,
Log kahte hai ki DOSTI sachi nahi hoti,
Un logo ke sawalo ka jawab ho tum. ∞
Aankho me aansu nahi,
Umido ki kiran honi chahiye.
Har khwab pura karne ki,
Dil me chahat honi chahiye.
Jindagi to aise jina mere dosto.
Ke marne ke baad sab ke dil me,
Apni surat honi chahiye. ∞
Kuch rishte khuda banata hai,
Kuch rishte log banate hain,
Kuch log bina rishte ke hi rishta nibhate hain,
Shayad wo hi Dost Kehlate hain… ∞