Funny Shayari

Teri yaad mein humne kalam uthaayi,
liya paper aur tasveer aapki bnayi,
socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge,
magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi.

Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.