Birthday Shayari

Bahut door hai tumse, par dil tumahre pass hai.
Jism pada hai yaha, par rooh tumahre pass hai.
Janamdin hai tumhara, par jashan humare pass hai.
Juda hai ek-dusre se hum, par fir bhi tum humare pass ho aur hum tumhare pass hai.

Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.