Birthday Shayari

Har din se pyaara lagta hai hamein yeh khaas din,
Jisse bitaana nahin chaahte hum aap bin.
Vaise toh dil deta hai sadaa hi dua aapko,
Phir bhi kehte hain mubarak ho aapko yeh janamdin

Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.