Raat Bhar Rooti Rahi Shama Bhi,
Meri Be’naam Arzoo Ki Tarah ∞
Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar
Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksar ∞
Tum ko bhi rona ata ho ga apni kamoshi par
jab insan lagaty hay,tehainyon par ghaat darakhton ! ∞
Tamam shab yon hi dekhen gi saoye dar ankhen
tuje ganwan kar na soyen gi umar bhar ankhen ∞
Phoot niklay to kai shehar tamnna dobay
ek katrey ko tarsi banjar ankhen ∞
Palko ke sitarey bhi urda ly gay anwar
wo dard ke andhi ke sar-sham chali thi ∞
Bichrdeyn tu shehar bhar may kesi ko pata na ho
tum ko kuch malal hum ko bhi gila na ho ∞
Itna phattahr ka maka-n es ka ke yon lagta tha
hum beya ban ke darwazy sy lag kar roy ∞
Ab na gonjy gi kabhi es ghar may dastak dekh ly
kha gy hy mery darwazy ko demak dekh ly ∞
Ajj os ny dard bhi apny aleeda kar lieye
ajj may roya tu mery sat wo roya na tha ∞
Apny rasty howy zakhmo pay chiradkh leta ho
rakh jhardti hy jo ehsas ke anggaro sy ∞
AY karbo bala kush ho ny nasal ny ab ke
khud apny laho sy teri tarekh likhi hy ∞
mai shayar nahi na shayri se hai mera waasta koi. . .
bas aansuon se hai dosti aur kalam mera yaar hai. . ∞
Kash tu dekh sakta mujhay raat ke us pehar main,
kitni bedardi say teri yad meri neend chura layti hai… ∞
Teri aankhon mein aansu they meri khatir,
Woh ek lamha mujhy zindagi se pyara laga.. ∞