Bichrdeyn tu shehar bhar may kesi ko pata na ho
tum ko kuch malal hum ko bhi gila na ho ∞
Itna phattahr ka maka-n es ka ke yon lagta tha
hum beya ban ke darwazy sy lag kar roy ∞
Ab na gonjy gi kabhi es ghar may dastak dekh ly
kha gy hy mery darwazy ko demak dekh ly ∞
Ajj os ny dard bhi apny aleeda kar lieye
ajj may roya tu mery sat wo roya na tha ∞
Apny rasty howy zakhmo pay chiradkh leta ho
rakh jhardti hy jo ehsas ke anggaro sy ∞
AY karbo bala kush ho ny nasal ny ab ke
khud apny laho sy teri tarekh likhi hy ∞
mai shayar nahi na shayri se hai mera waasta koi. . .
bas aansuon se hai dosti aur kalam mera yaar hai. . ∞
Kash tu dekh sakta mujhay raat ke us pehar main,
kitni bedardi say teri yad meri neend chura layti hai… ∞
Teri aankhon mein aansu they meri khatir,
Woh ek lamha mujhy zindagi se pyara laga.. ∞
Ashq Ka Qatra Aankhon Se Beh Gaya,
Bahte-Bahte Dil Ka Kissa Kah Gaya,
Bahut Mushkil Se Sambhala Tha Khud Ko,
Tujhe Dekha To Bas Dekhta Rah Gaya.. ∞
Likhna to tha ke hum khush hai uske bina
Magar aansu nikal pade kalam uthhane se pehle ∞
Tumhari yad ke aansoo abhi tak baha raha hon main,
Ab to aa jao ke dil bohat udaaas hai tum bin… ∞
Zabt ki jab deewar girey aur ankhon se,
Beh nikley sailaab to saathi aa jana.. ∞
Ye shararat bhara lamha to meri adat hai,
To har ik baat pe yon nam na kia kar ankhain. ∞
Ye sanha bhi muhabbat me bar ha guzra,
K us ne haal bhi pocha to ankh bhar ai. ∞