Diwali Shayari

Pal Pal se banta hai Ehasas,
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas,
Wishing a Diwali Jhakas..

Deepawali ke ish subh absar per
Meri subhkamnaye kabool kijiyega,
Khusi ke ish mahool mein
Humko bhi shamil kijiyega.

Aayi hai diwali dekho
Sang layi khushiya dekho..
Yehan wahan jahan dekho
Aaj deep jagmagate dekho

Andhera hua dur raat ke saath
Nayi subha aayi diwali leke sath
Ab ankhne kholo dekho ek msg aayi hai
Diwali ki subh kamna sath layi hai.

Meerabai Ki Bhakti Ramchandra Ka Gyan
Karan Ka Daan Einstein Ki Buddhi
Nobel Prize Ki Siddhi Gandhi Ki Ahimsa
India Ki Parampara Vajpayee Ki Maryada
Nizaam Ki Sampada Michael Jordan Ki Salary
Abdul Kalam Ki Vocabulary Bhagat Singh Ka Deshprem
Sweetheart Ka Amarprem Microsoft Ke Share
Rupiyo Ke Dher Tata Ke Senses
Ambani Ke Licenses Birla Ka Bangla
Daler Ka Bhangra Amitabh Ki Style
Madhuri Ki Smile Shahrukh Ki Personality
Aishwarya Ki Popularity Worldtour Ka Ticket
Tendulkar Ka Wicket Administrator Ke Passwords
Jokes Ke Forwards Mercedez Ki Car
Diamond Ka Haar Dher Saraa Pyar

Diwali ke Is Mangal Avsar par,
Aap Sabhi ki Manokamna Puri ho,
Khushiyan Apke Kadam Chume,
Isi Kamna ke Saath aap Sabhi ko,
Diwali ki Dhero Badhaiyan.

Subko Deepawali ki shubhkamnaye
Hum dete hai aapko lakho duaye.
Naya varsh ho purane jaisa yaadgaar,
Aap sabko mile apni khushiyon ka sansaar.

Diwali par Diyon mein roshni ki chackhachondh ho
Diwali par Dilon mein pyar ki sughandh ho
Chodho yarron kuch bhi ho, magar ek vaada do
Jalayenge, lekin diyen, phathake, mombathiaan
Bhujayenge, lekin jalte huein dilon ki chingariaan

Diwali tum bhi manaate ho,
diwali hum bhi manaate hai,
bus farq sirf itnaa hai ki,
hum diye jalaate hai,
aur tum dil jalaate ho

Jab Hind ki galiyon mein taarey chamakte hain
Jab kabhie shehron mein jugnu nazar aate hain
Jab raahon mein kushiyon ke diye jhalte hain
Jab kuch pal ke liye ghum bhi muskuraate hain
Jo har manzar se niraalli hai, wohi tau apni Diwali
hai

Dekh kar duniya ko, chaand aasmaan se yeh kehta hai
Aaj Hindustan chamakta hai tau aasmaan jaisa lagta hai
Suraaj bhi aaj kal bharat ke noor se jalta hai
Apna watan aisa chaman hai doston, jisme har dil ki
kali khilti hai

Subko Deepawali ki shubhkamnaye
Hum dete hai aapko lakho duaye.
Naya varsh ho purane jaisa yaadgaar,
Aap sabko mile apni khushiyon ka sansaar.

Honton pe hansi, ankhon main khushi
Gham ka khanin nam nahu,
ye Diwali” laye app ki zindagi main itni khusiyan Jiski Khabhi sham na hu…”