phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain ∞
aadhi sa bhi ziada shab e gham kaat chuka hn
ab bhi agr aajao to ya raat bareee hai ∞
aay shama teri umr tabi hai aik raat
hns kar guzaar ya isa ro kar guzaar day ∞
Arzoo ya hay k izhar-e- muhabbat ker lon
alfaz chunti hoon to lahmhaat badal jatay hain ∞
Betha ho es umeed par es rigzar par
lay kabhi es taraf tuje khuda kabhi ∞
Baykariyan nikal gay bachpan ki khwahisheyn
kis aehdy intishar may hum tum bardy howay ∞
Intizar os ka may un karti ho
jesy bethi ho dulhan sham ke bad ∞
Os ki khahish hy ke angan may utary soraj
bhol betha hy ke khud mom ka ghar rakhta hy ∞
Astey-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed
may peghamber bhi ny or khuda wo bhi ny ∞
Esi ujrdi hy meri rooh ki galyan ab ke
Regzarey teri amad ke nishan dhondti hay ∞
Es ke bagher aj bohat ji udas hy
Jalib chalo kahe sy osy dhond lay hum ∞
Aj phr sham judai sa hy manzar samny
Aj phir os sy kaho ay, Masehay kary ∞
Esi ayeny sy mily g meri gawahiyan
Tumhe aks mera jis ayeny may na mila ∞
Ashaq bhar ay hy kuin ehsaan en ko dekh ly
ye zuban ke farz ankho sy ada kuin ho gy ∞
kya likhu dil ki haqeeqat aarzoo behosh hai…
khat pe aansoo beh rahey hai aur kalam khaamosh hai ∞