Arjoo Shayri

Hum teri aarzoo main jeetey hain
Ye nahi hai tu zindagi nahi

Ye kia aik toor se guzare tamam umer,
Ji chahta hai abb koi tere siwa bhi ho.

Na ji bhar k daikha na kuch baat ki,
Bari arzu thi mulaqat ki.

Mene chaha tha sameton aik bikhare shakhs ko,
Kitne tokron me na jane zaat meri baat gai.

Muje ye dar hai teri arzu na mit jae,
Bahot dinon se tabyat meri udas nahin.

Garme nahin to zehar hi lao k is tarah,
Shaid koi nijaat ka rasta dikhai de.

Kuch to mere pandar e muhabbat ka bharam rakh,
To bhi to kabhi muj ko manane k lie aa.

Kash aisa ho k abb k be wafai me karon,
To phire karya ba karya ko be ko mere lie.

Qafas se le k chaman tak hai aik hi alam,
Wo habas hai k hawa me bhi ghut k mar jaon.

Qadam qadam par humen sanp mil rahe hain tarab,
Kahan kahan hai had e asteen khuda jane.

Fiza me rakas hai sohbha e husain parindon ka,
Muje bhi hasrat e parwaz hai kisi k sath.

Faryad kar rahi hai ye tarsi ho nighah,
Dikhe hoe kisi ko bahot din guzar gae.

fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal,
Piar kar khoshbo se pholon ki tamana na kar.

Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake,
Be taab hai sene me dharkane k lie dil.

Umer e daraz mang k lae the char din,
Do arzo me kat gae do intazar me.