Tota talisam ehad e muhabbat kuch is tarah,
Phir aarzo ki shamah farozan na kar sake. ∞
Tote kabhi to khawab e shab o roz ka kalasam,
Itna hajoom main koi chehra nea bhi hoo. ∞
Tamam umer qaaz me guzarne wale,
Raha hoe hain to siyad hona chahte hain. ∞
Tarab e kasa dil pesh kr dia jae,
Suna hai koi sakhawat me hadd nahin rakhata. ∞
To ne kaha na tha ke me kashti pe bhoj hon,
Ankhon ke abb na dhamp muje dobata bhi daikh. ∞
Pathar muje sharminda e guftaar na kare,
Ooncha meri awaz ko dewar na kare. ∞
Pheela hai itna husan k us kainaat me,
Insan ko bar bar janam lena chaheye. ∞
Phar pharat hai jo din raat mere sinne me,
Abb yahi aik pirinda ha reha karne ko. ∞
yeh husn bi kitni buri cheez hai
jiss ne daali buri nigaah dali… ∞
Marr kar bhi uss ko dekhtay rehnay k shoq mein…
Ankhein kissi ko apni Amanat mein de gaye ∞
Andheri raat ka manzar bhi khoob tha lekin
Tum agaye tou charaghon mein roshni karli ∞
Tamana Hai K Roshan Ho Teri Duniya Teri Mehfil
Ujala Mil Sake Tum Ko To Hum Ghar Bhi Jala Dengy. ∞
Ek tamanna si hai iss maayoos dil ki kash…
Aaj aansoo ke sath har khwaab bhi beh jaye… ∞
maine yeh soch kar nhi boye khwaabon k darakht
Kaun sehra me lage shajar ko pani dega ∞
Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay…
Mujh Ko Teri Talab Thi, Guzarte Chale Gaye… ∞