Dosti Shayari

Dosti hoti hai zindagi sajane ke liye,
Hum koshish karenge ise nibhane ke liye,
Milne ka to abhi koi waqt nahi,
Lo sms karte hain apni yaad dilane ke liye…

Ae KHUDA ab to andhero me ujala kar de..
Hausla dekar samundar ke hawale kar de,
Hum sab dost wo moti hain,
Jo bikhre huye rahte hain,
Guzarish hai hum sabko dhagon k hawale kar de…

Masti Me Hoon Par Madhosh Nahi,
Yaadon Me Hu Par Apke Pas Nahi,
Jeeta Hu Ek Ajnabi Ehsas K Sahare,
DOST To Bahut Hai Par Koi Aap Sa Nahi!

HUM JEETA HAR BAJI TABHI MASSOUR HO GAYA.
APP KE HASI ME HASA TO ASHU DOUR HO GAYA.
AAP JAISE DOST KA MAJULAT AAJ HAM
KAACH SE KOHINOOR HO GAYA.

Vajud nahi jiska wo hasti kis kam ki,
Jaha dil na lage wo basti kis kam ki,
Yaad aapki aaye aur hum SMS na kare,
To apni ye sweet si dosti kis kaam ki.

Tere golden face ki beauty ne,
Mere komal heart pe attack kiya,
Sabko reject kiya tumko select kiya,
Request hai tumse Isse refuse na karna,
Dosti ke is bulb ko kabhi fuse na karna.

Khuda ne dost ko dost se milaya,
Doston ke liye dosti ka rishta banaya,
Par dosti rahegi usi ki kayam,
Jisne dosti ko dil se nibhaya..

Mausam ki bahar acchi ho,
Phoolo ki kaliya kacchi ho,
Dosti hamari sacchi ho,
Rab se bas ek dua hai ki mujhse jyada,
Meri dost ki takdir acchi ho.

Dosti Jivan Ki Parchai He
Kabi Wada To Kabi Bewafai He
Sukh-Dukh Ka Isme Aana Jana He,
Duniya Me Sabse Pyara Rista
Bus Ye Apka Dostana He’

Chor KI chori ME shor NAHI hota,
Nayi patang ME dor NAHI hota,
Har gali ME mod NAHI hota,
Aur
Humse dosti KARNE wala kabhi BOR” NAHI hota.!”

Yaadon Ke Sahare Dunia Nahi Chalti.
Bina Mile Kabhi Mehfil Nahi Banti.
Ek Bar Dil Se Pukaro To Dost,
Dosto Ke Bina Yeh Dhadkan Nahi Chalati.

Dosti ek rishta hai,
Jo nibhaye woh farishta hai,
Dosti sachchi preet hai,
Judaai jiski reet hai,
Juda ho kar bhi na bhoole,
Yeh hi dosti ki jeet hai.

Dosti Tuti To Zindgi Bikhar Jayegi…
Ye Koi Zulf Nahi Jo Har Bar Sawar Jayegi.
Tham Lo Daman Uska Jo Tumhe Khushi De…
Warna Rote-Rote Zindgi Guzar Jayegi

Dosti ka tohfa hai kisi ko nai milta,
Ye wo phool hai jo har baag me
Nai khiltahai is phool ko kabhi,
Tutne na dena quki,
Tota huwa phool pher nai khilta hai.

Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki.
Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki,
Beshak apni manzil tak jana he,
Par jaha se dost na dikhe wo uchai kis kam ki.