Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy
tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho

Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir
sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din

Tujh ko chony bardho tu apny hath
phatron mai dabey howay dekhon

Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom
tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad

nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay

tamanaaon main unjhaya gya hn
khilonay day kar bahlaaya gya hn

phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain

aadhi sa bhi ziada shab e gham kaat chuka hn
ab bhi agr aajao to ya raat bareee hai

aay shama teri umr tabi hai aik raat
hns kar guzaar ya isa ro kar guzaar day

Arzoo ya hay k izhar-e- muhabbat ker lon
alfaz chunti hoon to lahmhaat badal jatay hain

Betha ho es umeed par es rigzar par
lay kabhi es taraf tuje khuda kabhi

Baykariyan nikal gay bachpan ki khwahisheyn
kis aehdy intishar may hum tum bardy howay

Intizar os ka may un karti ho
jesy bethi ho dulhan sham ke bad

Os ki khahish hy ke angan may utary soraj
bhol betha hy ke khud mom ka ghar rakhta hy

Astey-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed
may peghamber bhi ny or khuda wo bhi ny